Docsity
Docsity

Prepare for your exams
Prepare for your exams

Study with the several resources on Docsity


Earn points to download
Earn points to download

Earn points by helping other students or get them with a premium plan


Guidelines and tips
Guidelines and tips

poem about new india, Study notes of Computer Vision

ITS ABOUT NEW INDIA AND UNEMPLOYMENT IN INDIA. ITS ALSO ABOUT HOW WE ARE NOT ABLE TO GO ABOVE THESE.

Typology: Study notes

2017/2018

Uploaded on 03/31/2018

mukul-kumar-soni
mukul-kumar-soni 🇮🇳

1 document

1 / 1

Toggle sidebar

This page cannot be seen from the preview

Don't miss anything!

bg1
desh yuva hai...par berojgar hai....
aankho mai sapne hai...par udne se laachar hai...
kahi SSC mai ghaple to kahi saaf pariksha hone ki darkaar hai...
lekin hume kya hum to kamal aur panje ke khatir ladne ko teyaar hai....
desh ke yuva kab budhape mai sama jaye bas us samay ka intzaar hai....
aaj hume to kal aapko isi jagah aane ka intzaar hai.....
bhale hi kal kamal,panja ya koi aur rahe.....hume to bas bewkoof banne ka intzaar hai....
lekin hume kaha in sab se sarokar hai......
desh ke yuva aur kisan bhuke nange sadak pe baithe hai lekin hume kya....desh to bas amiro
ko free mai loan dene teyaar hai....
school-colleges mai teachers nahi lekin INDIA digital banne ko teyyar hai....
wah re wah desh .....
sabse yuva hote hue bhi aaj tu kitna laachar hai.....is yuva bhid mai aaj kitne hi berojgar
hai.....
isiliye sharm aati hai kehte hue ki ...
desh yuva hai...par berojgar hai....
aankho mai sapne hai...par udne se laachar hai...
by- rahul sugandh

Partial preview of the text

Download poem about new india and more Study notes Computer Vision in PDF only on Docsity!

desh yuva hai...par berojgar hai.... aankho mai sapne hai...par udne se laachar hai... kahi SSC mai ghaple to kahi saaf pariksha hone ki darkaar hai... lekin hume kya hum to kamal aur panje ke khatir ladne ko teyaar hai....

desh ke yuva kab budhape mai sama jaye bas us samay ka intzaar hai.... aaj hume to kal aapko isi jagah aane ka intzaar hai..... bhale hi kal kamal,panja ya koi aur rahe.....hume to bas bewkoof banne ka intzaar hai.... lekin hume kaha in sab se sarokar hai......

desh ke yuva aur kisan bhuke nange sadak pe baithe hai lekin hume kya....desh to bas amiro ko free mai loan dene teyaar hai.... school-colleges mai teachers nahi lekin INDIA digital banne ko teyyar hai.... wah re wah desh ..... sabse yuva hote hue bhi aaj tu kitna laachar hai.....is yuva bhid mai aaj kitne hi berojgar hai.....

isiliye sharm aati hai kehte hue ki ... desh yuva hai...par berojgar hai.... aankho mai sapne hai...par udne se laachar hai...

by- rahul sugandh